Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Sunil Dutt
Home Sunil Dutt
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai jaane kyun aaj dil mein reh reh kar meethe meethe khyaal aate hain jaane kyun aaj mere honthon par kuchh adhoore sawaal aate hain ye haqiqat hai yaa kahaani hai ye haqiqat hai yaa kahaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai yun nazar aa rahaa hai jaise koi aaj mere qareeb aataa hoo aur dil ki haseen raahon mein zindagi ke diye jalaataa ho jaane kis ki ye meharbaani hai jaane kis ki ye meharbaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai kaisi rangin zindagaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai aaj duniyaa badi suhaani hai
aankhon mein rang kyun aaya bolo nasha sa kyun chhaaya humko ye raaz batlaao dil kho ke tumne kya paaya chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya mukhde pe subah ki dhoop ye khilta khilta roop kaajal lakeer chitwan se teer ye naina roop anoop tum kya samjho ye raaz ulfat ke ye andaaz sunn ke zuroor hoga guroor aur karne lagoge naaz aisa khayaal mat kije humse ye bhed keh dije hum bhi to aap hi ke hain hum se yun sharm na kije chamki naseeb ki raahen hum kyun naa aaj itraayen raahon se hatt gayen kaanten to phool kyun naa muskaaye aankhon mein rang kyun aaya tarsaavo naa yun humdam tumhen naazon adaa ki kasam jaldi se bol do ye raaz khol do apna bana lo sanam hargiz naa kahungi ye baat jodoge naa jab tak haath ban ke naseeb rehna kareeb jyun taara chaand ke saath tum se juda naa honge hum badle hazaar ye aalam hum tum pe jaan de denge gaati hai saans ki sargam aankhon mein
aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aap ke lab pe kabhi apna bhi naam aayaa tha shokh nazron se muhabbat ka salaam aaya tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha umr bhar saath nibhaane ka payaam aayaa tha aap ko dekh ke wo ahde wafaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon kaa pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye rooh mein jal uthe bujhti huyi yaadon ke diye kaise diwaane the hum aap ko paane ke liye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye yun to kuchh kam nahin jo aap ne ahsaan kiye par jo maange se naa paayaa wo silaa yaad aayaa kitne bhoole huye zakhmon ka pata yaad aayaa aap aaye to khayaal e dil e naashaad aayaa aap aaye aaj wo baat nahin phir bhi koi baat to hai mere hisse mein ye halki si mulaqaat to hai gair ka ho ke bhi ye husn mere saath to hai gair ka ho ke bhi ye husn
chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya tumko chehre se parda hatana na tha chaandani ko yeh kya ho gaya chaandani ko yeh kya ho gaya tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar kitna jawaan raat kitni haseen aaj chalte huye tham gayi hai zameen tham gayi hai zameen aankh taare jhapakne lage aankh taare jhapakne lage aisi ulfat ka jaadoo jagana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye kyun chhaa gaye do dilon ki hai manzil yahaan do dilon ki hai manzil yahaan tum na aate to hum ko bhi aana na tha tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya
chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil bhabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke o jhuk gaye chanchal naina ik jhalki dikhla ke bolo gori kya rakha hai palkon mein chhupa ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke tujhko re saanwariya tujhse hi chura ke nainon mein sajaaya maine kajra bana ke neend churaayi tune dil bhi churaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya aankh mili aur dil ghabraya chaand sa mukhda kyun sharmaaya ye bheege nazaare karte hain ishaare ye bheege nazaare karte hain ishaare milne ki ye rut hai gori din hain humaare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare sun lo piya pyaare kya kehte hain taare humne to bichhadte dekhe kitnon ke pyaare kabhi na alag huyi kaya se kaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya chaand sa mukhda kyun sharmaaya
chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali daar ke kajra latt bikhra ke daar ke kajra latt bikhra ke dhalte din ko raat bana ke kangna khankaati bindiya chamkaati kangna khankaati bindiya chamkaati chham chham dole sajna ki gali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya komal tan hai sau bal khaya ho gayi bairan apni hi chaaya ghoonghat khole na mukh se bole na ghoonghat khole na mukh se bole na raah chalat samhali samhali chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se milan ko chali naina banvariya mann mein sanvariya chali gori pi se milan ko chali chali gori pi se
dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar kadam mila kar chale udhar le ke chale ye pyaar jidhar pyaar ke raahi tu hi bata khatam kahaan hoga ye safar jahaan pe gaaye dil ki sargam jhoom jhoom koi hum tum tum hum sang sang chale aaj wahaan aaj wahaan dil se dil ki dor baandhe chori chori jaane hum tum tum hum sang sang chale aaj kahaan aaj kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan hoooooo nayi si duniyaa naya samaa chhupa hua tha pyaar kahaan chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin chhupa hua tha yahin kahin khabar ye dil ko magar nahin hata wo parda pyaar jaaga chalo basaa len hum tum tum hum sang sang ik naya jahaan naya jahaan dil se dil ki dor baandhe chori
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o
te re le le o o te re le le o o te re le le uu uu uu de le o ye ye ye te le o o do le le yek chatur naar kar ke singar yek chatur naar kar ke singar mere mann ke dwar ye ghusat jaat hum marat jaat are hey hey hey ye ye ye chatur naar kar ke singar pa re sa ga ga ga re re sa sa re sa sa sa pa pa dha sa re ga ga re sa dha pa pa ma ga re chatur naar kar ke singaar umm thaam thaam thaam thaam thaam ruk umbrum um brumm um aa aa aye aye iee iee uu aye oye aum aahaa hmm nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam la hmm bala bala bala bala re bala bala bala bala re bala bala bala bala re ek chatur naar badi hoshiyar ek chatur naar badi hoshiyar apne hi jaal mein phashat jaat hum hansat jaat are ha ha ha ha ek chatur naar badi hoshiyar tu kyun gori dhyaan dhare kare lakh lakh duniya chaturayi chhutti kar dunga main uski abke jo awaaz lagaayi chhutti kar dunga aaaa aa aa aa ja re ja re kare kaga ka ka ka kyun shor machaaye uss naari ka daas na ban jo raah chalat ko raah
holi aayi re kanhaayi holi aayi re holi aayi re kanhaayi rang chhalke suna de zara bansuri barse gulaal rang more anganwaa apne hi rang mein rang de mohe sanjanwaa tore kaaran ghar se aayi tore kaaran hooo tore kaaran ghar se aayi hoon nikal ke suna de zara baansuri chhute na rang aisi rang de chunariya dhobaniyaa dhoye chaahe saari umariyaa mohe bhaaye naa harjaai mohe bhaaye naa mohe bhaaye naa harjaai rang halke suna de zara baansuri
khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman khaak pardes ki chhanege watan chhod chale khush raho ehle chaman bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin kya pata de ke humari koi manzil hi nahin apni taqdeer ke dariyaa ka to saahil hi nahin khush raho ehle chaman koi bhoole se humen poochhe to samjha dena ek bhujhtaa hua deepak usse dikhlaa dena aankh jo uski chhalak jaaye to behlaa dena khush raho ehle chaman roz jab raat ke aanchal mein sitaaren honge ye samjh lena ke wo ashq humare honge aur kiss haal mein hum dard ke maare honge khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman
hmm la lai dmm la lai hmm la lai dmm la lai mere bhole balam mere pyaare re balam mera jeevan tere binaa o mere piyaa hai wo diya ke jis mein tel na ho ke jis mein tel na ho mera jeevan tere bina wo ek baag hai bahaar jise hatkar guzre door door se guzre mujhe apna bana le o bhole apna bana le haai re bhole apna bana le hey tere kadmon mein mera pyaar mera sansaar meri kismat hai mujhe apna bana le tere kadmon mein mera pyaar mera sansaar meri kismat hai mujhe apna bana le pyaari bindu meri bholi ri bindu meri matheri bindu meri sindoori bindu meri binduri bindu meri prem ki naiyaa beech bhanwar mein gud gud gote khaaye jhat pat paar laga de jhat pat paar laga de apni baiyaan galle mein daar ban ja mere galle ka haar jhoole prem hindole o jhoole prem hindole mere jeevan ki aashaa padh le mere nainon ki bhaasha mujhe mann mein basaa le pal pal palkon mein chhupa le tu jhat pat aakar chhat pat mere andhe kuen mein deep jalaa ke kar de ujaala o zara kar de ujaala
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob
are heyeee aye lalalalalala lalalalalala lalalalalala lalala laaaa hmmm hey hey mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai jis roz se dekha hai usko hum shamma jalana bhool gaye dil thaam ke aise baithen hain kahin aana jaana bhool gaye ab aath pahar in aankhon mein wo chanchal mukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garaj kar baras gaye par uski ek jhalak ko hum aye husn ke maalik taras gaye kab pyaas bujhegi aankhon ki din raat ye dukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai afsos ye hai ke wo humse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere saamne waali khidki mein ek chand ka tukda rehta hai
oooooo ooooo oooo oooooo oooo oooo oooooo hoooo hoooo oooo hooo hooo neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya chhupe huye o chanchal panchhi jaa jaa jaa dekh abhi hai kachcha daana pak jaaye to khaa behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani behta behta kyaariyon mein tanda tanda paani chum naa le kahin paanv tere o kheton ki raani chum ke maile paanv mere wo bhi hoga maila main hoon kheton ki daasi tu kheton kaa raaja neel gagan par udte baadal aa aa aa dhoop mein jalta khet humara kar de tu chhaaya hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali hari bhari inn khetiyon ki raam kare rakhwaali wo chaahe to laakhon daane degi ik ik baali mehnat waalon ki suntaa hai wo upar waala khol ke rakhiyo apni jholi bhar dega daata chhupe huye o chanchal panchhi jaa
saanwale salone aaye din bahaar ke jhoomte nazaare jhoome rang daar ke nadi kinaare koyal pukaare gaaya zamaana gaao geet pyaar ke saanwale salone aaye din bahaar ke jhoomte nazaare jhoome rang daar ke nadi kinaare koyal pukaare gaaya zamaana gaao geet pyaar ke jhoom ke pawan dekho chali chali pyaar ke nashe mein khili kali kali jhoom ke pawan dekho chali chali pyaar ke nashe mein khili kali kali phoolon ke dar pe yeh bhanwaraa pukaare phoolon ke dar pe yeh bhanwaraa pukaare aaye deewane tere intezaar ke saanwale salone aaye din bahaar ke jhoomte nazaare jhoome rang daar ke nadi kinaare koyal pukaare gaaya zamaana gaao geet pyaar ke dol ki ghata ke sang dole jiyaa baagh mein papiha bole piyaa piyaa dol ki ghata ke sang dole jiyaa baagh mein papiha bole piyaa piyaa rut rangili kahe kar ke ishaare rut rangili kahe kar ke ishaare chhedo fasaane dil e beqaraar ke saanwale salone aaye din bahaar ke jhoomte nazaare jhoome rang daar ke nadi kinaare koyal pukaare gaaya
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm saawan ka mahina pawan kare sor saawan ka mahina pawan kare shor umm hm pawan kare sor pawan kare shor are baba shor nahin sor sor sor pawan kare sor haan jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya oye purvaiya ke aage chale na koi jor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor o ho ooho o o oo o saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara marji hai tumhaari le jaao jis oor jiyaraare jhoome re aise re jaise ban maan
sambhal aye dillll sambhal aye dil tadapne aur tadpaane se kya hoga jahaan bachnaa nahin mumkin wahaan jaane se kya hoga sambhal aye dil chale aaooooo chale aao ke ab munh pher ke jaane se kya hoga jo tum par mit chuka uss dil ko tarsaane se kya hoga chale aaooooo humen sansaar mein apna banaana kaun chaahega ye masle phool sejjon par sajaana kaun chaahega tamannao ko jhuthe khaab dikhlaane se kya hoga sambhal aye dill chale aaooooo tumhen dekha tumhen chaaha tumhen pooja hai iss dil ne jo sach poochho to pehli baar kuchh maanga hai iss dil ne samjhte boojhte anjaan ban jaane se kya hoga chale aaooooo sambhal aye dill bahot din se thi dil mein ab zabaan tak baat pahunchi hai wahin tak isko rehne do jahaan tak baat pahunchi hai jo dil ki aakhiri had hai wahaan tak baat pahunchi hai baat pahunchi hai jise khona yakeeni hai use paane se kya hoga jahaan bachnaa nahin mumkin wahaan jaane se kya hoga sambhal aye dill chale aaooooo
lal lal la la lal lal la la lal lal la la lala lala lala lala laaaaa la laaaa lala lala laaaaa la laaaa tera mera mera tera mera tera tera mera mil gaya dil dil se bol de mehfil se mil gaya dil dil se bol de mehfil se teri meri meri teri meri teri teri meri aankh mili mushkil se bol de mehfil se aankh mili mushkil se bol de mehfil se tera mera mera tera tera mera mera tera mera tera tera mera mil gaya dil dil se bol de mehfil se aankh mili mushkil se bol de mehfil se jee chaahta hai duniyaa se door kahin hum jaayen jee chaahta hai duniyaa se door kahin hum jaayen baith akele ik dooje ko dil ka dard hum dikhaayen tere dil ke dard ko maine apna samjh liya hai are abhi pyaar mein pehla kadam hai itni jaldi kya hai pyaar bhi hai dildaar bhi hai ye saath mile mushkil se bol de mehfil se saath mile mushkil se bol de mehfil se lal lal lal lal lal lal laa rang bhari ye mehfil dekho lage hai roop ke mele rang bhari ye mehfil dekho lage hai roop ke mele jinn ke seene mein
teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye hon kahin inka saaya mere dil se jaata nahin inke siva ab to kuchh bhi nazar mujhko aata nahin ye hon kahin inka saaya mere dil se jaata nahin ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai aaa aaaa thokar jahaan maine khaai inhone pukara mujhe ye humsafar hain to kaafi hai inka sahaara mujhe thokar jahaan maine khaai inhone pukara mujhe ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Duniyaa Badi Suhaani Hai Nartaki (1963) 04:07 32253
 
Poster of Nartaki (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uma Khosla, Sunil Dutt, Various
Duration : 04:07   Song Number : 32253   

Aankhon Mein Rang Kyun Aaya Ek Phool Char Kante (1960) 04:17 16232
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 16232   

Aap Aaye To Gumrah (1963) 05:17 13300
 
Poster of Gumrah (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Sunil Dutt, Mala Sinha
Duration : 05:17   Song Number : 13300   

Chaand Jaane Kahaan Main Chup Rahungi (1962) 02:53 11889
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 02:53   Song Number : 11889   

Chaand Sa Mukhda Insaan Jaag Utha (1959) 03:16 12106
 
Poster of Insaan Jaag Utha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Sunil Dutt
Duration : 03:16   Song Number : 12106   

Chali Gori Pee Se Ek Hi Raasta (1956) 04:12 13217
 
Poster of Ek Hi Raasta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Sunil Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:12   Song Number : 13217   

Dil Se Dil Ki Dor Chhaya (1961) 05:07 12980
 
Poster of Chhaya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Duration : 05:07   Song Number : 12980   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Ek Chatur Naar Kar Ke Padosan (1968) 06:42 12122
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:42   Song Number : 12122   

Holi Aayi Re Kanhaayi Mother India (1957) 02:55 15162
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 02:55   Song Number : 15162   

Khush Raho Main Chup Rahungi (1962) 03:00 13648
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 03:00   Song Number : 13648   

Mere Bhole Balam Padosan (1968) 03:25 13892
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 13892   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Mere Saamne Waali Khidki Mein Padosan (1968) 02:53 20934
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Sunil Dutt, Sayra Banu
Duration : 02:53   Song Number : 20934   

Neel Gagan Par Udta Khandan (1965) 04:10 13544
 
Poster of Khandan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Duration : 04:10   Song Number : 13544   

Saanwale Salone Aaye Ek Hi Raasta (1956) 03:34 12345
 
Poster of Ek Hi Raasta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 03:34   Song Number : 12345   

Saawan Ka Mahina Milan (1967) 05:49 12207
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 12207   

Sambhal Aye Dil Sadhna (1958) 03:37 15734
 
Poster of Sadhna (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Sunil Dutt
Duration : 03:37   Song Number : 15734   

Tera Mera Mera Tera Mil Gaya Dil Dil Nagin (1976) 07:14 18320
 
Poster of Nagin (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 07:14   Song Number : 18320   

Teri Aankhon Ke Siva (Female) Chirag (1969) 04:28 12995
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12995   
Karaoke Songs of Sunil Dutt, Sad Songs of Sunil Dutt, Love Songs of Sunil Dutt, Dance Songs of Sunil Dutt, Hip-hop songs of Sunil Dutt, Best songs of Sunil Dutt, Super hit songs of Sunil Dutt, hit songs of Sunil Dutt, duet songs of Sunil Dutt, solo songs of Sunil Dutt, old songs of Sunil Dutt, famous songs of Sunil Dutt, Hindi Karaoke Songs of Sunil Dutt, Hindi Sad Songs of Sunil Dutt, Hindi Love Songs of Sunil Dutt, Hindi Dance Songs of Sunil Dutt, Hindi Hip-hop songs of Sunil Dutt, best Hindi songs of Sunil Dutt, super hit Hindi songs of Sunil Dutt, hit Hindi songs of Sunil Dutt, duet Hindi songs of Sunil Dutt, solo Hindi songs of Sunil Dutt, old Hindi songs of Sunil Dutt, famous Hindi songs of Sunil Dutt, Sing Along Songs of Sunil Dutt, Sing Along Sad Songs of Sunil Dutt, Sing Along Love Songs of Sunil Dutt, Sing Along Dance Songs of Sunil Dutt, Sing Along Hip-hop songs of Sunil Dutt, Sing Along Best songs of Sunil Dutt, Sing Along Super hit songs of Sunil Dutt, Sing Along hit songs of Sunil Dutt, Sing Along duet songs of Sunil Dutt, Sing Along solo songs of Sunil Dutt, Sing Along old songs of Sunil Dutt, Sing Along famous songs of Sunil Dutt